Jinka English ma 95+ aaya.. kaise?

Maine jyada prepare nahi kia tha Yt pe explanation aur grammer ma jo sahi lagta h vo kia Aur pb ma 68 aagaye

Kaise prepare karu ki boards ma 70+ aajaye

Abhi toh bas handwriting sudhar raha hu (Cuz bekar h pahale post kia tha)

Aur kya karu?